Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeTarana (1951)
HomeTarana (1951)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


beimaan tore nainwaa neendiyaan naa aaye beimaan tore nainwaa neendiyaan naa aaye tuk soye jaa ke raat kahin bhaagi naa jaaye tuk soye jaa ke raat kahin bhaagi naa jaaye beimaan tore nainwaa neendiyaan naa aaye beimaan tore nainwaa neendiyaan naa aaye le moond le ankhiyaan tanik zaraaa le moond le ankhiyaan tanik zaraaa baithi hoon yahin main naa ghabraa raat jaaye palak tose jhapki naa jaaye raat jaaye palak tose jhapki naa jaaye beimaan tore nainwaa neendiyaan naa aaye beimaan tore nainwaa neendiyaan naa aaye aadhe soye aadhe jaage aadhe soye aadhe jaage saanchi kahoon mohe yun laage jaise mann mein bharam ek aaye ek jaaye jaise mann mein bharam ek aaye ek jaaye beimaan tore nainwaa neendiyaan naa aaye beimaan tore nainwaa neendiyaan naa aaye
jali jo shaakh e chaman saath baagbaan bhi jala jala ke mere nashe mann ko aasmaan bhi jala ek main hoon ek meri bekasi ki shaam hai ab to tujh bin zindagi bhi mujhpe ek ilzaam hai ek main hoon ek meri dil pe kya guzri tere jaane se koi kya kahe dil pe kya guzri tere jaane se koi kya kahe saans jo aati hai wo bhi dard ka paigaam hai saans jo aati hai wo bhi dard ka paigaam hai ek main hoon ek meri aansuon mujh par hanso mere muqadder par hanso aansuon mujh par hanso mere muqadder par hanso ab kahaan wo zindagi jis kaa muhabbat naam hai ab kahaan wo zindagi jis kaa muhabbat naam hai ek main hoon ek meri bekasi ki shaam hai ek main hoon ek meri
kya khabar thi ki muhabbat mein ye din aate hain jise hum apna banate hain vo tadpaate hain wo din kahan gaye bata wo din kahan gaye bata jab is nazar mein pyaar tha pyaar tha wo din kahan gaye bata maine to kuchh kaha nahin jo yun nigaahen pher li maine to kuchh kaha nahin wo raat yaad hai yahi kissa hua tha pyaar ka wo din kahan gaye bata wo din kahan gaye bata aankhon mein neend thi magar soye nahin the raat bhar aankhon mein neend thi magar soye nahin the raat bhar dil ko laga hua tha darr haaye savera ho gaya wo din kahan gaye bata wo din kahan gaye bata jab is nazar mein pyaar tha pyaar tha wo din kahan gaye bata
nain mile nain huye baanware nain mile nain huye baanware chain kahaan mohe sajan saanwre nain huye baanware nain mile nain huye baanware nain mile nain huye baanware dekhte hi dekhte main kho gayi dekhte hi dekhte main kho gayi jaagte hi jaagte main so gayi jaagte hi jaagte main so gayi ab kabhi main jaagnaa naa chaahun re ab kabhi main jaagnaa naa chaahun re nain huye baanware chalte chalte paanv mere tham gaye chalte chalte paanv mere tham gaye tum mile to dil ke saare ghum gaye tum mile to dil ke saare ghum gaye mil gayi zulfon ki thandi chhanv re mil gayi zulfon ki thandi chhanv re nain huye baanware dhadkanen dil ki chhupaaun kiss tarah oooooo oooo oooo oooo ooooo ooooo ooooo dhadkanen dil ki chhupaaun kiss tarah laaj ka ghunghat uthaaun kiss tarah laaj ka ghunghat uthaaun kiss tarah kiss tarah saajan teri ban jaaun re kiss tarah saajan teri ban jaaun re nain huye baanware nainon se naina tere kuchh keh gaye oooooo oooo oooo oooo ooooo ooooo ooooo nainon se
seene mein sulagte hain armaan aankhon mein udaasi chhaayi hai ye aaj teri duniya se hamein taqdeer kaha le aayi hai seene mein sulagte hain armaan kuchh aankh mein aansoon baaki hain jo mere ghum ke saathi hain jo mere ghum ke saathi hain ab dil hain na dil ke armaan hain ab dil hain na dil ke armaan hain bas main hun meri tanhaai hai seene mein sulagte hain armaan na tujhse gila koyi hum ko na koyi shikaayat duniya se do chaar kadam jab manzil thi do chaar kadam jab manzil thi kismat ne thhokar khaayi hai seene mein sulagte hain armaan ik aisi aag lagi mann mein jeene bhi na de marne bhi na deeeeeee chup hun to kaleja jalta hai chup hun to kaleja jalta hai boloon to teri ruswaayi hai seene mein sulagte hain armaan
yun chhup chhup ke chupke chupke mera aana yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa humko sataoge bada dukh paoge lag jayegi meri haay humko sataoge bada dukh paoge lag jayegi meri haay haay sataaye haay jalaaye haay sataaye haay jalaaye kahin bhi jaoge kal na aaye hansega saara zamaana yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa pyaar ki maar buri dil ki haar buri pyaar ki maar buri dil ki haar buri lo haar gaye dil bani mushkil nanha sa hai mera dil tod na jaana hansega saara zamaana yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa yaad rahe bhool na jaana yun chhup chhup ke chupke chupke mera aanaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Beimaan Tore Nainwan Tarana (1951) 03:00 14322
 
Poster of Tarana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:00   Song Number : 14322   

Jali Jo Shaakh E Chaman (Ek Main Hoon Ek Meri) Tarana (1951) 03:20 14323
 
Poster of Tarana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 03:20   Song Number : 14323   

Kya Khabar Thi Tarana (1951) 02:37 32152
 
Poster of Tarana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 02:37   Song Number : 32152   

Nain Mile Nain Huye Baanware Tarana (1951) 03:13 14324
 
Poster of Tarana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Dileep Kumar
Duration : 03:13   Song Number : 14324   

Seene Mein Sulagte Tarana (1951) 03:11 12513
 
Poster of Tarana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Anil Biswas
On Screen Actors- 
Madhu Bala, Dileep Kumar
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:11   Song Number : 12513   

Yun Chhup Chhup Ke Tarana (1951) 02:25 39711
 
Poster of Tarana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 02:25   Song Number : 39711